20+ Best Ahmad Faraz Poetry In Urdu 2 Lines

Ahmad Faraz Poetry In Urdu 2 Lines – Find famous Ahmad Faraz Shayari in 2 Lines. Read Best collection of sad two lines poetry of Ahmed Faraz at Abpoetry.

Ahmad Faraz Poetry in Urdu on Life Love 2 lines, Ghazals

کچھ محبت کا نشہ پہلے ہم کو تھافرازؔ 

دل جو ٹوٹا تو نشے سے محبت هوگئی

Kuch mohabbat ka Nasha pehly hum ko tha

Faraz Dil Jo tuta to nashe se mohabbat Ho Gai

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

محبت کے بعد محبت ممکن ہے فرازؔ 

 پرٹوٹ کے چاہناصرف ایک بارہوتاہے۔

Mohabbat ky bad mohabbat mumkin Hai Faraz

Per Tut ke chahana sirf ek bar Hota

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

یونہی موسم کی ادا دیکھ کے یاد آیاہے 

 کس قدر جلدبدل جاتے ہیں انسان جاناں۔

Yun Hi mausam ki ada dekh kar Yaad aya Hai

Kis Kadar jald badal jate Hain insan jana

Ahmad Faraz Poetry in Urdu
Ahmad Faraz Poetry in Urdu

نظم دُلہن تھی تیری ، غزل تیری محبوبہ 

الوداع احمد فرازؔ ! جا تجھ کو خدا کو سونپا ۔

Nazm Dulhan Thi Teri ghazal Teri mehbooba 

Alvida Ahmed Faraz ja tujh ko Khuda Ko sonpa

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

Click & Read:Top 50+ John Elia Poetry | Best Jaun Eliya Shayari

اس شخص سے فقط اتناساتعلق ہے فرازؔ 

 وہ پریشان ہوتو ہمیں نیندنہیں آتی ۔

Us shakhs se faqt itna sa talluk Hai Faraz wo pareshan Ho To hamen nind nahi aati

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

 دیوار کیا گری میرے کچے مکان کی 

 لوگوں نے میرے گھر سے رستے بنالیے۔

Deewar kya giri mere kache makan ki Logon ne mery ghar sy Rasty banaa Liye

Ahmad Faraz Poetry in Urdu
best Ahmad Faraz Poetry in Urdu

ہوئی ہے شام تو آنکھوں میں بس پھر تو 

 کہاں گیاہے میرے شہرکے مسافر تو۔

Hui hai sham to aankhon mein bus FIR to Kahan gaya hai mere shahar ke musafir to

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

افسوس کوئی پوچھتا نہیں دل کاحال فرازؔ 

 ہر کوئی کہہ رہا ہے تیرے رنگ کوکیاہوگیا۔

Afsos Koi puchta Nahin Dil ka Hal Faraz Har Koi kah Raha Hai Tere rang Ko Kya Ho Gaya

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

اَب کیوں روشنی سے ڈرتے ہوفرازؔ 

 تم توکہتے تھے مجھے چاند چاہیئے۔

Ab kyon Roshni se darte ho Faraz 

Tum To kehte the use Chand chahiye

Ahmad Faraz Poetry in Urdu
top Ahmad Faraz Poetry in Urdu

یہی دل تھا کہ ترستاتھامراسم کے لیے 

اب یہی ترک تعلق کے بہانے مانگے

Yahi dil tha ki tarasta tha Marasim ke liye Ab yahi turk taloq ky bahany mangy

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

ضبط غم اس قدر آساں نہیں فرازؔ 

 آگ ہوتے ہیں وہ آنسو جو پیے جاتے ہیں

Zabt gham is Kadar asan Nahi Faraz 

Ag hote hain wo ansu Jo piye jaate Hain

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

سُنا ہے ربط ہے اس کو خراب حالوں سے 

 سو اپنے آپ کو بربادکرکے دیکھتے ہیں۔

Suna hai rabt hai usko kharab halon sy 

So apne aap ko barbad Karke dekhte hain

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

کہ اپنے حرف کی تو قیر جانتاتھافرازؔ 

 اسی لئے کفِ قاتل پہ سراسی کارہا۔

Ky  apne hath ki toqeer janta tha Faraz 

Is liye kaf  Qatil pay sarasi ka Raha

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

میں رات ٹوٹ کے رویا تو چین سے سویا 

 کہ دل کا زہرمری چشم ترسے نکلاتھا۔

Main Rat Tut ky Roya To chain sy soya 

ky dil ka zehar Meri chashme tar sy nikla tha

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

بندگی ہم نے چھوڑدی ہے فرازؔ 

 کیا کریں لوگ جب خداہوجائیں۔

Bandagi  hum ny  chor di hai Faraz 

Kya Krin log Jab Khuda ho jaaye

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا

 سو آگیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی ۔

Chala tha zikr zamane ki bewafai sy 

So a gya hai tumhra khiyal wesy Hi

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

نیند کیا آئے گی فرازؔ 

 موت آئی تو سولیں گے۔

Nind kya aayegi Faraz 

maut aei to so lenge

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

محبت کرسکتے ہو تو خُداسے کروفرازؔ 

 مٹی کے کھلونوں سے کبھی وفانہیں ملتی۔

Mohabbat kar sakty ho to Khuda sy Kro Faraz 

Mitti ky khilono sy kabhi wafa Nahi milti

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

محبت ان دنوں کی بات ہے فرازؔ 

 جب لوگ سچے اورمکان کچے تھے

Mohabbat in dinon ki baat Hai Faraz 

Jab log sache aur makaan kache thy

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

کون کس کے ساتھ مخلص ہے فرازؔ 

 وقت ہر شخص کی اوقات بتادیتاہے۔

Kaun kiske sath mukhalis Hai Faraz 

waqt har shakhs ki aukat Bata deta hai

Ahmad Faraz Poetry in Urdu

تیرے وعدے پے جیے ہم، تو یہ جان جھوٹ جانا

کہ خشی کی چیز کبھی بھی دامان میں نہیں آتی

Tere wade pe jiye hum, to yeh jaan jhoot jana
Ke khushi ki cheez kabhi bhi daaman mein nahi aati

وہ جو انسانوں کو بکھیر دیتا ہے
اک دن اپنے دل کی بات کرتا ہوں

Woh jo insano ko bikher deta hai
Ek din apne dil ki baat karta hoon

کुچھ اور بھی تھا میرا مقام وقت کے ساتھ
وہ چھوٹ گیا ہے مگر یادیں تیری آئیں گی

Kuch aur bhi tha mera maqam waqt ke saath
Woh chhoot gaya hai magar yaadein teri aayengi

Leave a Comment