Best Wasi Shah poetry in Urdu 2 line heart touching

Read and share the images of Wasi Shah poetry in urdu. Share your favourite Wasi Shah poetry in Urdu on the web, Facebook, Twitter, Instagram and blogs.

wasi shah poetry in urdu text

The poetry collections of Wasi Shah, Shayari, and Ghazal Poetry enable readers to express their innermost sentiments through exquisite poetry, which is popular among poets. Wasi Shah’s Poetry, Shayari & Ghazals, is popular among poets. Who loves to read good poems? You can read 2 and 4 lines of poetry and download Wasi Shah poetry, Shayari & Ghazal poetry images. You can easily share it with your loved ones, friends, and family.

wasi shah poetry in urdu
wasi shah poetry in urdu

کون کہتا ہے ملاقات مری آج کی ہے

تو مری روح کے اندر ہے کئی صدیوں سے

وصی شاہ 

Kon kehta hai mulaqat meri aaj ki hai

Tu meri rooh ke andar hai kayi sadiyon se

Wasif Shah

اس جدائی میں تم اندر سے بکھر جاؤ گے

کسی معذور کو دیکھو گے تو یاد آؤں گا

وصی شاہ 

Is judai mein tum andar se bikhra jao ge

Kisi maazoor ko dekho ge to yaad aaoon ga

Wasif Shah

wasi shah poetry in urdu

جو تو نہیں ہے تو یہ مکمل نہ ہو سکیں گی

تری یہی اہمیت ہے میری کہانیوں میں

وصی شاہ 

Jo tu nahi hai to yeh mukammal nahi ho saken ge

Teri yehi ahmiyat hai meri kahaniyon mein

Wasif Shah

Famous wasi shah poetry in urdu

نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے

اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو

وصی شاہ 

Natumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe

Is qadar toot ke chaaho mujhe paagal kar do

Wasif Shah

تمہارا نام لکھنے کی اجازت چھن گئی جب سے

کوئی بھی لفظ لکھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں

وصی شاہ 

Tumhara naam likhne ki ijazat chhin gayi jab se

Koi bhi lafz likhta hoon to aankhein bheeg jaati hain

Wasif Shah

wasi shah poetry in urdu

ہزاروں موسموں کی حکمرانی ہے مرے دل پر

وصیؔ میں جب بھی ہنستا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں

وصی شاہ 

Hazaaron mausamon ki hukmarani hai mere dil par

Wasif, main jab bhi hansta hoon to aankhein bheeg jaati hain

Wasif Shah

پہلے تجھے بنایا بنا کر مٹا دیا

جتنے بھی فیصلے کیے سارے غلط کیے

وصی شاہ 

Phely tujhe banya kr mita dia

Jitny bhe failsy kiya sary ghalat kiya 

Wasi Shah 

Best wasi shah poetry in Urdu

جیسے ہو عمر بھر کا اثاثہ غریب کا

کچھ اس طرح سے میں نے سنبھالے تمہارے خط

وصی شاہ 

Jisy ho umar bhar ka asasa ghareeb ka 

Kuch is tarha say main ny sanbhaly tumhry khat

Wasi Shah

wasi shah poetry in urdu

اپنے احساس سے چھو کر مجھے صندل کر دو

میں کہ صدیوں سے ادھورا ہوں مکمل کر دو

وصی شاہ 

Apny ehsas sy cho kar mujhe sandal kr do

Main khy sadio sy adhora hun mukamal kr do

Wasi Shah 

زندگی اب کے مرا نام نہ شامل کرنا

گر یہ طے ہے کہ یہی کھیل دوبارہ ہوگا

وصی شاہ 

Zindagi Ab ke Mera Naam Na shamil karna 

gar ya Tay Hai khy yahi khel dobara Hoga

Wasi Shah

مدتوں اس کی خواہش سے چلتے رہے ہاتھ آتا نہیں

چاہ میں اس کی پیروں میں ہیں آبلے چاند کو کیا خبر

وصی شاہ 

Mudto uski khwahish se chalte Rahe hath aata Nhe

Chah main uske pairon mein ubly Chand Ko Kya Khabar

Top class wasi shah poetry in urdu

گر سکوں چاہیے اس لمحۂ موجود میں بھی

آؤ اس لمحۂ موجود سے باہر نکلیں

وصی شاہ 

Gar Sako chahie is lamha maujud main bhi

Ao is lamhy mojod say bhair niklin 

Wasi Shah

ہر ایک موسم میں روشنی سی بکھیرتے ہیں

تمہارے غم کے چراغ میری اداسیوں میں

وصی شاہ 

Har aik mausam mein roshni se bhekirty hain

Tumhare gham ke chirag meri udasion main

Wasi Shah 

wasi shah poetry in urdu

ہر اک مفلس کے ماتھے پر الم کی داستانیں ہیں

کوئی چہرہ بھی پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں

وصی شاہ 

Har ik mufals ke maathe par alam ki dastaanain hain

Koi chehra bhi parhta hoon to aankhein bheeg jaati hain

Wasif Shah

مجھے خبر تھی کہ اب لوٹ کر نہ آؤں گا

سو تجھ کو یاد کیا دل پہ وار کرتے ہوئے

وصی شاہ 

Mujhe khabar thi ke ab laut kar na aaon ga

So tum ko yaad kya dil pe waar karte hue

Wasif Shah

یقین مانوکوئی مجبوریاں نہیں ہوتیں

لوگ عادتاََوفانہیں کرتے۔ 

Yaqeen mano koi majbooriyan nahi hoti

Log aadatan wafah nahi karte.

ہم غریب اچھے ہیں دنیا دار لو گوں سے و صیؔ 

ہم اپنے خواب ضرور تو ڑتے ہیں کسی کا دل نہیں۔ 

Hum ghareeb ache hain duniya daar loog se

Hum apne khwab zaroor tutay hain kisi ka dil nahi

وصی یقین ہے مجھ کو وہ لوٹ آئے گا

اسے بھی اپنے کیے کاملال ہونا ہے ۔ 

Wasi yaqeen hai mujh ko woh laut aaye ga

Isay bhi apnay kiye kaamil hona hai

تم میری آنکھ کے تیور نہ بھلا پاؤگے 

ان کہی بات کوسمجھوگے تویاد آؤں گا۔ 

Tum meri aankh ke tear na bhula paoge

Un kehi baat ko samjhoge to yaad aaoon ga.

میری تو پور پور میں خوشبو سی بس گئی

اس پر ترا خیال ہے اور چاند رات ہے

وصی شاہ 

Meri to poor poor mein khushboo si bas gayi

Is par tera khayaal hai aur chaand raat hai

Wasi Shah

wasi shah poetry in urdu

TagsHeart Touching Poetry, 2 lines poetry, New Best Poetry in Urdu 2 Lines

♥You Might also Like ♥

◆ Birthday poetry in Urdu

◆ Death poetry in Urdu 

◆ Ahmad Faraz Poetry In Urdu 

Leave a Comment